Khuda Se Mannath Hai Meri - Keertichakra
(Kailash Kher)
Khuda se mannath hai meri,
Lauta de jannath woh meri.
Khuda se mannath hai meri,
Lauta de jannath woh meri.
Woh aman …woh chaman…. ka nazaara
Woh aman …woh chaman…. ka nazaara
O Khudaya…..Lauta de…
O Khudaya…..Lauta de…
Meri rooh ki tasveer mera Kashmee….r
O Khudaya…..Lauta de…
O Khudaya…..Lauta de…
Oo….Chaaron tharaf to pehle,
sukoon hi sukoon tha.
Aawaam ko wathan se,
Ishq ka junoon tha.
Ab yahaan qathl hai,
Ab wahaan khoon hai,
Meri aulaad mere
mehroom hai… mehroom hai
mehroom hai… mehroom hai.
Mera Kashmir sawara kyun,
jab isko yun ujadna tha.
Mera Kashmir sawara kyun,
jab isko yun ujadna tha.
Khushnumaam manjar pe khanjar kyun chalaaya….
Khushnumaam manjar pe khanjar kyun chalaaya….
O Khudaya…..Lauta de…
O Khudaya…..Lauta de…
Meri rooh ki tasvee……r…. Mera Kashmee….r…. Oo….
Chaahe kaffn ka joda mujhko pehnade tu…,
Mere bachche ko woh jannath woh
Woh mera gulistaan ban
Yahaan maut ki dehleez pe,
Khada hai har insaan… Khada hai har insaan…
Tamanna hai... Guzaarish hai….
Ooo….
Darde dil ki khwaish hai…
Tamanna hai... Guzaarish hai….
Darde dil ki khwaish hai…
Doobthi kashti… ko dilaade tu kinaara
Woh aman …woh chaman…. ka nazaara
O Khudaya…..Lauta de…
Mera Kashmee….r….Mera Kashmee….r
Mera Kashmee….r….Mera Kashmee….r
Mera Kashmee….r….Mera Kashmee….r
Oho….Ooho…
Mera Kashmee….r
- Naveen Rahul
No comments:
Post a Comment